Tuesday, September 1, 2009

Meri MAA


Meri MAA








Main Kabhi Batlata Nahin Par
Andhere Se Darta Hoon Main Maa




Yun To Main,Dikhlaata Nahin par
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa



Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa




Bheed Mein Yun Na Chhodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa





Bhej Na Itna Door Mujhko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paaoon Maa




Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura hoon,Meri Maa





Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa




Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa




Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa




Chehre Pe Aane Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa




Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa





Main Kabhi Batlata Nahin Par
Andhere Se Darta Hoon Main Maa





Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa





Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa



No comments:

Post a Comment